LeanLife - Weight Loss App
com.leanlife.android
FreeEveryone
Launch numbers
0+Installs
n/aRating
—Released
Oct 24, 2026Updated
What it is
Weight loss ghar ke khane se — Coach Shreya batayegi aaj kya karna hai
Ghar mein sabke liye khana banati hain, aur khud sabse aakhir mein khaati hain? Lean Life ek weight loss app hai jo aapke ghar ke khane aur aapke din ke hisaab se chalta hai. Na gym, na diet food, na alag thaali.Doctors aur experts ke videos, ghar baithe workout, desi diet plan, roz ke chhote kaam, aur har sawaal ke liye Coach Shreya. Sab ek app mein, Hindi aur English mein.── DOCTORS AUR EXPERTS KE VIDEOS ──Doctors…